Wednesday, 30 January 2013

Ragon Men Dortay Phirnay Kay Hum Nahi Qayel,,,

Jab Aankh He Se Na Tapka To Phir Laho Kaya Hai.....!!
..

Kal tk maal E ghanimat baanta krta tha.

Kal tk maal E ghanimat baanta krta tha. . .
aaj w0h lashkar dar dar phirta rehta hai...!!

Dunyaa ne teri yaad se begaana kar diya,

Tujh se bhi dil-fareb hain gham rozgaar ke,,

Zara na moam hua pyar ki haraarat se,

Zara na moam hua pyar ki haraarat se,
Chatakh ke toot geya, dil ka sakht aesa tha.